How to earn money Online | Mobile se free me ghar baithe online paise kaise kamaye In HIndi/Urdu 2023

Ghar baithe online paise kaise kamaye_ mobile se free me ghar baithe online paise kaise kamaye 2022?

dosto kya aap bhi ghar baithe sirf mobile ka use karte hai? agar ha to aaj ka article specially aapke liye hai, Is article me online paise kamane ke bhot sare tareeko ke bare me bataya gaya hai jiske bare me puri tareeke se jan ne ke liye article ko pura jarur padhe or agar aap is article ko pura padhte hai to aap jaldi hi online paise kamane start kar denge

Online paise kaise kamaye

1- Youtube se online paise kaise kamaye 

Dosto jaise ki aapko pata hoga ki aise bohot se log hai jo aaj ke time me Youtube se Lakho karodo kamate hai or aaj ke time me agar aap thoda sa bhi serious hai online paise kamane ko lekar to aaj hi apna ek youtube channel bana lo kyoki online paise kamane ka youtube bhot hi aacha tareeka ban gaya hai.

Agar aapke andar apne thought doosro ke samne apparent karne ki aadat hai ya fir aap aacha khasa bol lete hai to der mat karye youtube par aap bhi yaha se lakho paise kamaiye jo log apne viewers ke liye ek aacha video bana sakte hai ve youtube par jaldi successful ho jayene.

Dosto agar aapko bhi kuch aata hai jaise ki logo ko entertain karna dushro ko motivate karna educational jaankari de sakti hai to aapko bhi youtube par video bana kar dalni chaiye or isse aap bhot hi aacha paise kama sakte hai

Aaj ke time me jaydatar youth Youtube ko ek carrier option ki tarh lekar kisi carrier option ki tarh lekar chalne lage hai 

kya aapko pata hai ki youtube par video banana blogging ki tarh bas diffrence ye hai ki yaha par aap text content ki location banate hai 

2- Blogging karke online paise kamaye 

Dosto agar aapne Kabhi blogging ke bare me suna hoga tab ye jarur jante honge ki blogging internet se paise kamane ka ek acha tareeka hai blogging se aaj ke time me bhot se log lakho kama rahe hai agar aapke pass mobile hai internet hai to aap bhi bhot aasani se blogging me apna career bana sakte hai or monthly lakho kama saakte hai kya aapko blogging ke bare pata hai lekin agar nahi jante hai to me aapko bata du ki isme aap ek blog type ki website banate hai or aapni knowledge ko dusro ke sath share karte hai,

Jaise ki dosto online paise kaise kamaye apne google pe search kiya or aapko google par aise bhot se post mil gaye or usi me se aapne mere bhi is article ko open kiya means aap mere wabsite par aaye or yaha par mere jariye di gayi information ko padh rahe hai agar kisi bhi person ko kisi bhi type ki infromation ki jarurat hoti hai to wo google par jaakar uske bare me search karta hai specially blogs me aap apni information ko dusro ke sath share karte hai or aisa karne ke liye google aapko paise deta hai means aap apne blog site ko bhot tarh se monitize kar sakte hai jisme aap Affiliate Marketing,Google Adsense, Product Selling etc 


In short:Blogging karke online paise kaise kamaye?

blogging ke liye sabse pahle ek acha subject choose kare jiske bare me aapko jayda knowledge ho jayad aache se understood kar sakte hai or jisme aapka interest ho 

  1.  sabse pahle apna ek blog wabsite banaye 
  2.  apne blog par article published karna start kare 
  3.  apne blog ko bhot type se monetize Kare or jayada se jayda online paisa kamaye 

 3- Affiliate Marketing karke online paisa kamaye 

agar aap bhi online paise kamana chahte hai to aap Affiliate marketing karke month ke lakho rupey kama sakte hai or Affiliate marketing karke lakho rupey kamane ka ek badiya tareeka mana jaata hai or jitne bhi youtube, bloggers influencer hote hai sabhi affiliate marketing karke lakho rupey month ke kamate hai basically affiliate marketing kya hota hai? aapke man ye question jarur aaya Hoga  "affiliate marketing me bas aapko kisi company ke products ko promote karna hota hai jiske liye company aapko commision deti hai" 

In short:Affiliate Marketing karke online paise kaise kamaye?

  1.  sabse pahle aapke pass aachi audience honi cahiye 
  2.  agar aapke pass aachi audience nahi hai to aap audience ke liye advertising campaign bhi chala sakte hai
  3.  ek lainding page jarur banaye 
  4.  koi bhi ek affiliate program ko join kijiye 
  5.  apne landing page par google ads & Facebook ki help se traffic bheje 
  6.  agar aap koi blogger ya fir youtuber hai to ise aap apne blog ya youtube par jarur promote kariye aisa karne se aap bhot hi kam time me bhot se conversion la sakte hai 
  7.  jab aapki aachi sale hone lagegi fir aapki bhi affiliate marketing se aachi earning hone lagegi 
  8.  Affiliate marketing se kamaye gaye paise ko aap apne bank account me withdraw kara sakte hai 

 4-Digital Marketing karke online paise kaise kamaye 

Dosto kya aapko pata hai ki aaj ke time me agar aap digital marketing karna sikh gaye to aap monthly lakho kama sakte hai or is ke liye sirf aapko ek phone ki jarurat hai "online paise kamane me digital marketing ki bhot hi important role hota hai" 

Dosto kya aapko pata hai ki digital marketing kya hota hai?agar aapko nahi pata hai to aage aap ache se janenge digital marketing hai kya? dosto chahe aapko koi online business karna ho ya fir freelancing karke paise kamana ho ya fir online job pana ho,in sabhi ke liye digital marketing ka use karte hue online paise kamane ke bhot sare chance available hote hai digital marketing me bhot sare subject hote hai jinse aap online paise kama sakte hai 

  1.  Email marketing 
  2.  content marketing 
  3.  Affiliate marketing 
  4.  blogging 
  5.  web designing 
  6.  E-Commerce Selling 
  7.  SEO(search engine optimization)
  8.  social media marketing 
  9.   Google ads
  10.   mobile marketing 

Iske alawa bhi aise bhot  sare subject hai jo digital marketing ke under aate hai itne sare subject dekh liye lekin digital marketing kya hai? although tareeka ya fir subject koi bhi ho digital marketing Karne ka target Ek hi hota hai ki apne product ya service ko digitally form me sell Karna Yani ki aap kisi product ko jab digital form se sell start kar dete hai to isi ko digital marketing khate hai or vo product Kuch bhi ho sakta hai ya to koi course  ho Sakta hai ya fir koi book ho sakta hai ya fir koi website ho sakte hai jaise jaise internet ka use increased hai usi ke Jaise kisi bhi product ya service ko sell ke liye traditional marketing ki jagah digital marketing ka use increase hua hai or ise dekh kar aisa lag raha hai ki aane wale time me digital marketing industry or bhi jayada boom par hogi to dosto ye the kuch tareeke jiske use se aap ghar baithe sirf phone ka use karke online earning kar sakte hai i hope ki aaj kaa ye article aapko aacha laga ho agar aapko article thoda sa bhi aacha laga hai to comment karke jarur bataye or Apne dosto ke sath is article ko jarur share kare.

Read More.